Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

UrdUMaG - Topics
Create Your Own App Store

* UrdUMaG > Topics


Subject: ALL IN ONE
Replies: 142 Views: 3940
6-<< 2-<

tanveer6 17.12.12 - 08:56am
missu.GIFlove2.GIF *

adnaan69 17.12.12 - 11:25am
Gud job *

tanveer6 17.12.12 - 01:17pm
rock.GIF *

tanveer6 17.12.12 - 01:18pm
8xFs5Z4B2US23LOVMJVM.jpg *

tanveer6 17.12.12 - 01:20pm
Next *

tanveer6 17.12.12 - 01:20pm
QCgQCf8HWUP4wDBMLSR3.jpg *

tanveer6 17.12.12 - 01:23pm
Next *

tanveer6 17.12.12 - 01:23pm
PbIBw5HrAYTUW4aB29wu.jpg *

tanveer6 17.12.12 - 01:24pm
Next *

tanveer6 17.12.12 - 01:25pm
14lDiCQI9SCmILPCeYYW.jpg *

tanveer6 17.12.12 - 01:26pm
Beauty *

tanveer6 17.12.12 - 01:31pm
sh47DJ3N4eA34Fus481Z.jpg *

tanveer6 18.12.12 - 06:16am
next *

tanveer6 20.12.12 - 07:05am
CW7PG0uG95NfxcK2TWn1.jpg *

tanveer6 20.12.12 - 07:08am
Ilove2.GIFIt
Mp3970abSM5HMCfBun3Q.jpg *

tanveer6 20.12.12 - 07:11am
dnd.GIF
nalfhLljnbV8NDyLpWql.jpg *

i_am_ur 20.12.12 - 10:59am
emmmmmmmm . btlf poetry @Tanveer bhai *

i_am_ur 20.12.12 - 11:08am

___Aaina+Shayari.jpg

** *

adnaan69 21.12.12 - 02:25am
9DgFC9YVvLH6JLOPqPDL.jpg *

adnaan69 21.12.12 - 02:26am
Koi isey samjhao yaar. *

adnaan69 21.12.12 - 02:27am
v2EUefM8N22jP7F7h7FK.jpg *

adnaan69 21.12.12 - 02:36am
@@@@@@@@@@@@
Mast na,,?
@@@@@@@@@@@@
Gif5JmAF9oADe4VRPJCB.jpg

@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@@ *

adnaan69 21.12.12 - 02:52am
@ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @

JZ8II3L5rJ5TUnwX93AU.jpg

@ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ @ *

tanveer6 21.12.12 - 06:30am
KXZD5U9IX608SX2ruDnD.jpg *

tanveer6 21.12.12 - 07:10am
Beauty
VHJJ2a6MMjMQPo3vJwTK.gif *

adnaan69 21.12.12 - 08:58am
Don't angry me @tanveer bhai, warna......

Hw2IXFCFkN5w5UT6fS0f.jpg

............ Nichod k rakh dunga,


.


.



.




.


,



.



.



.



.



Aisa kabhi sochiyega bhi mat. *

tanveer6 21.12.12 - 10:33am
Jaan leney k bad pochta hai burgar khao gey.
Wah bhai wah *

tanveer6 21.12.12 - 10:33am
TXCMIXDZnCDNNPVLv1QB.jpg *

i_am_ur 21.12.12 - 12:43pm
amazing pix yaro . luv ol f them :-) *

tanveer6 21.12.12 - 01:06pm
MY MOST FAVORUTE *
ALLAMA IQBAL
*
Ham Mashriq K
Musalmanon Ka Dil
Magrib Mein Ja Atka
Hai
ham mashriq k
musalmanon ka dil
magrib mein ja atka
hai
wahan ar sab
billori hai, yahan ek
purana matka hai
is daur mein sab mit
jayenge, han baqi wo
rah jayega
jo qayam apni rah pe
hai, aur pakka apni hat
ka hai
ae shaikh-o-brahman
sunte ho kya ahl-e-
basirat kahte hain
gardon ne kitani
bulandi se un Qoumon ko dey patka hai
*

adnaan69 21.12.12 - 08:07pm
Just joking bhai. *

tanveer6 21.12.12 - 09:23pm
Pehley batana tha na *

tanveer6 21.12.12 - 09:28pm
U89xJZLFWGZLq4UgEKsi.gif *

adnaan69 22.12.12 - 01:50am
Ghalti ho gayi. uske liye sorry...
.


.


.


.


kyo bolun?


jabke dosti me sorry ni bolte. *

tanveer6 22.12.12 - 04:32am
Achcha yaar mujhey bhoolney ki bemaari *

adnaan69 22.12.12 - 06:03am
getwell.GIF *

tanveer6 22.12.12 - 06:34am
*Wasi Shah*

I Love It

kash
main tere hasin
hath ka kangan
hota


kash main tere hasin
hath ka kangan hota
tu bare pyar se bare
chao se bare arman k
sath
apni nazuk si kalai
mein charhati mujh ko
aur betabi se furqat k
khizan lamhon mein
tu kisi soch mein dubi
jo ghumati mujh ko
main tere hath ki
khushbu se mahak sa
jata
jab kabhi mud mein a
kar mujhe chuma karti
tere honthon ki
shiddat se main dahak
sa jata
rat ko jab bhi tu
nindon k safar par jati
marmari hath ka ik
takya banaya karti
main tere kan se lag
kar kai baten karta
teri zulfon ko tere gal
ko chuma karta
jab bhi tu band qaba
kholne lagti janan
apni ankhon ko tere
husn se khera karta
mujh ko betab sa
rakhta teri chahat ka
nasha
main teri ruh k
gulshan mein
mahakta rahta
main tere k
angan mein khanakta
rahta
kuch nahin to yahi
benam sa bandhan
hota
kash main tere hasin
haath ka kangan hota
*

tanveer6 22.12.12 - 07:42am
With my recent love for
Habib Jalib sahab heres
one of his finest poems.
The fact that it pretty
much implies for every
era is commendable.
The poem was originally
written In 1962, when
Field Marshal Ayub Khan
formulated the new
constitution and was
playing the flute of his
administrative
capabilities, Jalib called it
faulty. He called it a tool
of exploitation and
wrote his most
memorable poem
Dastoor which
shattered the
manipulated intentions
of the government.
Deep jis ka sirf
mehellaat hi main jalay,
Chand logon ki khushyon
ko lay ker chalay,
Wo jo saye main har
maslihat kay palay;
Aisay dastoor ko,
Subh e bay noor ko,
Main naheen maanta,
Main naheen jaanta.

The light which
shines only in
palaces
Burns up the joy of
the people in the
shadows
Derives its strength
from others
weakness
That kind of system,
like dawn without
light
I refuse to
acknowledge,
I refuse to accept
Main bhee khaif naheen
takhta e daar say,
Main bhee Mansoor
hoon, keh do aghyaar
say,
Kyun daraatay ho
zindaan ki divar say,
Zulm ki baat ko,
Jehel ki raat ko,
Main naheen maanta,
Main naheen jaanta.

I am not afraid of
execution,
Tell the world that I
am the martyr
How can you
frighten me with
prison walls?
This overhanging
doom,
this night of
ignorance,
I refuse to
acknowledge,
I refuse to accept
Phool shaakhon pay
khilnay lagay tum kaho,
Jaam rindon ko milnay
lagay tum kaho,
Chak seenon kay silnay
lagay tum kaho,
Iss khulay jhoot ko,
Zehan ki loot ko,
Main naheen maanta,
Main naheen jaanta.

Flowers are budding
on branches, thats
what you say,
Every cup
overflows, thats
what you say,
Wounds are healing
themselves, thats
what you say,
These bare-faces
lies,
this insult to the
intelligence,
I refuse to
acknowledge,
I refuse to accept
Tum nay loota hai
sadyon hamara sakoon,
Ab na hum per chalay
ga tumhara fasoon,
Chara gar main tumhain
kiss tara say kahoon?
Tum naheen charaagar,
Koi maanay magar,
Main naheen maanta,
Main naheen jaanta.[/i]
For centuries you
have all stolen our
peace of mind
But your power over
us is coming to an
end
Why do you pretend
you can cure pain?
Even if some claim
that youve healed
them,
I refuse to
acknowledge,
I refuse to accept.

*

tanveer6 22.12.12 - 07:46am
HABIB JALIB ALUDECY1uVw4nDMgNZuc.jpg

Deep jis ka mehlaat hi
mein jaley,
Chand logon ki
khushiyon ko le kar
chaley,
Wo jo saaye mein har
maslehat ke paley,
Aisey dastoor ko,
Sub-he-be-noor ko,
Main nahein maanta,
Main nahein jaanta.
Main bhi khaaif nahein
takhta-e-daar se,
Main bhi Mansoor hoon,
keh do aghyaar se,
Kyun daraatey ho
zindaan ki deevar se,
Zulm ki baat ko,
Jehl ki raat ko,
Main nahein maanta,
Main nahein jaanta.
Phool shaakhon pe
khilne lagey tum kaho,
Jaam rindon ko milne
lagey tum kaho,
Chaak seenon kay silne
lagey tum kaho,
Iss khule jhooth ko,
Zehn ki loot ko,
Main nahein maanta,
Main nahein jaanta.
Tum nay loota hai
sadyon hamaara
sukoon,
Ab na hum per chalega
tumhara fasoon,
Charaagar mein tumhein
kis tarah se kahoon?
Tum nahein charaagar,
Koi maane magar,
Main nahein maanta,
Main nahein jaanta.
*

tanveer6 22.12.12 - 08:46am
Baba Bhuley Shah
xQFLuSSPNbYUMzI7Lg00.jpg *

tanveer6 22.12.12 - 08:47am
a5JupbGIXE6MCbs6aJZB.jpg *

tanveer6 22.12.12 - 08:50am
My Facebook page

Link is

http://m.facebook.com/tanveerforyou sq44de.png

*

6-<< 2-<


* Reply
* UrdUMaG Forum


Search:
topics replies


* UrdUMaG

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store